Kaghaz kaghaz haraf sajjaya karta hai Tanhai main sheher basaaya karta hai Kaisa paagal shaks hai saari saari raat Deewaroon ko dard sunaya karta hai Ro daita hai aap hi apni baatoon par Aur phir khud ko aap hansaaya karta hai

Your Comment Comment Head Icon

Login