Jab lage zakhm to qatil ko dua di jayehai yahi rasm to ye rasm utha di jayetishnagi kuch to bujhe tishnalab-e-gam keik nadi dard ke shaharon mein baha di jayedil ka wo hal hua ae gam-e-dauran ke talejaise ik lash chattanon mein daba di jayehum ne insanon ke dukh dard ka hal dhundh liyakya bura hai jo ye afva uda di jayehum ko guzri hui sadiyan to na pahachanengiaane wale kisi lamhe ko sada di jayephul ban jati hain dahake hue sholon ke lavenshart ye hai ke unhen khub hawa di jayekam nahi nashe mein jade ke gulabi ratenaur agar teri javani bhi mila di jayehum se pucho gazal kya hai gazal ka fan kya haichand lafzon mein koi aah chupa di jaye

Your Comment Comment Head Icon

Login