Jite-ji kucha-e-dildar se jaya na gayaus ke divar ka sar se mere saya na gayadil ke tain aatish-e-hijran se bachaya na gayaghar jala samane par hum se bujhaya na gayakya tunak hausla the dida-o-dil apne aahek dam raz mohabbat ka chupaya na gayadil jo didar ka qayel ke bahot bhuka thais sitam-kushta se yak zakhm bhi khaya na gayashahar-e-dil aah ajab jaye thi par uske gayeaisa ujada ki kisi tarah basaya na gaya

Your Comment Comment Head Icon

Login