Mana ke musht-e-khak se bad kar nahi hun mainlekin hawa ke raham-o-karam par nahi hun maininsan hun dhadakate huye dil pe hath rakhyun dubakar na dekh samundar nahi hun mainchehare pe mal raha hun siyahi nasib keaaina hath mein hai sikander nahi hun maingalib teri zamin mein likkhi to hai gazaltere kad-e-sukhan ke barabar nahi hun main

Your Comment Comment Head Icon

Login