Tum aur fareb khao bayan-e-raqib setum se to kam gila hai ziyada nasib segoya tumhari yaad hi mera ilaj haihota hai paharon zikr tumhara tabib sebarabad-e-dil ka aakhiri saramaya thi umeedwo bhi to tum ne chin liya mujh garib sedhundhala chali nigah dam-e-vapasi hai abaa pas aa ke dekh lun tujh ko qarib se

Your Comment Comment Head Icon

Login