Tum pucho aur main na bataun aise to halat nahiek zara sa dil tuta hai aur to koi baat nahikis ko khabar thi sanvale badal bin barase ud jate hainsavan aaya lekin apni qismat mein barsat nahimana jivan mein aurat ek bar mohabbat karati hailekin mujhko ye to bata de kya tu aurat zat nahikhatm hua mera afasana ab ye aansu ponch bhi lojis mein koi tara chamake aj ke raat wo raat nahimere gam-gin hone par ahabab hain yon hairan “qateel”jaise main pathar hun mere sine mein jazbat nahi

Your Comment Comment Head Icon

Login