Mere Ghar Ki Taraf Dhoop Ki Peeth ThiAate-Aate Idhar Chandni Reh Gayi

Dil Ki Aisee Dhadkan HoonJise Dil Ne Kabhi Apna Na SamjhaKhushnaseeb, Is Sharabi Ko SirfSharab Ne Apna Samjha

Socha Tha K Dil Badal Jayenge,Kya Pta Tha K Dil Ko Gwayenge,Wo To Yad Aate Hain Humse Door Hokar Bhi,Na Jane Hum Unhe Kab Yaad Ayenge

Yar Ne Dil Ka Hal Batana Chor DiyaHum Ne Bhi Gahrai Mai Jana Chor DiyaJab Us Ko Hi Dori Ka Ahsas NahiHum Ne Bhi Ahsas Dilana Chor Diya

Socha Na Tha Dil Lagane Se PehleKi Tutega Dil Muskurane Se PehleDosto Ummido Ka Suraj Na Chamka Na DubaGrahan Lag Gaya Jagmagane Se Pehle.

Unke Deedar Ke Liye Dil Tadapta HaiUnke Intezar Mein Dil Tarasta HaiKya Kahein Is Kambakht Dil KoJo Apna Hokar Bhi Kisi Aur Ke Liye Dhadkata Hai

Kaise Kati Raatein Bata Nahi SakteGuzra Hua Pal Ginwa Nahi SaktePyar Apna Bhula Nahi SakteBas Tera Hi Intezar HaiAb Aa Jao,Is Dil Ko Aur Tadpa Nahi Sakte

Dur Na Jaya Karo Dil Tadap Jata HaiAapke Hi Khyal Mein Din Guzar Jata HaiAaj Pucha Hai Dil Ne Ek Sawal HumseDur Reh Kar Aapko Bhi Kya Humara Khyal Aata Hai.

Koi Hanse To Tujhe Gum Lage Hansi Na LageK Dillagi Bhi Tere Dill Ko Dillagi Na LageTu Roz Roya Kare Uth Ke Ratoon MeinKhuda Kare Tera Mere Baghair Jee Na Lage

Mohabbat ki shama jalake to dekho,
Zara dil ki duniya saja kar to dekho,
Tumhe ho na jaaye mohabbat to kehna,
Zara humse nazaren milake to dekho.

Kitne jaldi yeh mulakat guzar jati hai,
pyas bujhti nahi ki barsat guzar jati hai.
“Apni yaado se kehdo ki yu na aaya kare, neend aati nahi aur raat guzar jati haiâ

Meri Arzoo Kamini,Mere Khawab Bhi Kamine.Ek Dil Se Dosti Thi, Ye Huzoor Bhi Kamine.

Kahi To Koi Hoga Jiski Apni Bhi ZarooratHar Ik Baazi Mein Dil Ki Haar Ho Aisa Nahi Hota

Haraaron Tukre Kiye Us Ne Mere Dil Ky MagarKhud Hi Roo Parha Har Tukre Par Apna Naam Dekh Ka

Har Ek Kashti Ka Apna Tajurba Hota Hai Dariya MeinSafar Mein Roz Hi Manjhdhar Ho Aisa Nahi Hota