Kitne Nazuk Mizaj Hain Wo Kuch Na PuchiyeNeend Nahi Aati Unhaien Dharkan K Shor Say

Jis Din Se Chla Hoon Meri Manzil Pe Nazar HaiAankho Ne Kabhi Meel Ka Pathar Nahi Dekha

Main Uski Perchhai Hoon Ya Voh Mera Aaina HaiMere Hi Ghar Mein Rehta Hai Mere Jaisa Jaane Kaun

Hazaar Chehron May Uski Mushahbatain Milien MjhkoPar Dil Ki Zid Thi Agr Wo Nahin To Us Jaisa Bhi Nahin.

Kal Meri Neendo Mein Chhupkar Jaag Raha Tha Jaane KaunDheeme-Dheeme Bikhar Raha Hai Zrrah-Zaraah Jaane Kaun

Mere Marne Ke BaadMujhe Jalane Se PehleMera Dil Nikal kar RakhlenaKahi Woh Na Jal JaayeJo Iss Dil Mein Rehta Hai

Dil Ki Baat Zubaan Pe Aane Ki BaariDil Ko Dil Se Milane Ki Hai TaiyaariAur In Lamho Ki Khushbu MeinDoobi Hai Duniya Sari.

Rasm-E-Ulfat Sikha Gaya Koi,Dil Ki Duniya Pe Chha Gaya Koi,Taa Qayamat Kisi Tarah Na Bujhe,Aag Aisi Laga Gaya Koi…

Aaj Kal Kyon Mera Waqt Kat Ta NahiKoi Chehra Nazron Se Hat Ta NahiKyo Hain Betaabiyan Maine Na Jana ThaPehle Kabhi Dil Na Deewana Tha

Kash Tum Mujhe Ek Khat Likh DeteMujh Me Kya Kami Thi Ye Bata DeteTadpate Dil Se Mere Tumne Nafrat Kyu KiNafrat Ki Mujhe Wajah To Bata Dete.

Aaj Bhi Ek Sawaal Hai Dil MeinPyar Ka Gham Be-Shumaar Hai Dil MeinKuch Keh Nahi Pata Yeh Dil MagarKisi Ke Liye Bahut Pyar Hai Iss Dil Mein.

Log Milte Hai Bichar Jate HainSirf Dil Ke Taar Cher Jate HainU To Lete Hain IMDAD Hm Hazaro NaamPar Kuch Ap Jaise Log Dil Me Utar Jate Hain

Woh Jo Hamare Liye Khas Hote HainJinke Liye Dil Mein Ehsaas Hote HainChahe Waqt Kitna Bhi Door Kar De UnheDoor Reh Ke Bhi Woh Dil Ke Paas Hote Hain

Dil Tha Rulane Ka To Rula Dete,Kuch To Meri Wafa Ka Sila Dete,Tham Kar Hath Gair Ka Jalate Rahe Hame,Kar Dete Ek Eshara Ham Khud Apna Dil Jala Dete.

Kho Diya Jise Apna Hone Ke BawajoodWo Yaad Bahut Aata Hai Kisi Aur Ka Hone Ke BawajoodKarna Hai Use Hi Dil Se JudaIs Dil Ki Dhadkan Hone Ke Bawajood.