Phir bhi hai tumako masihai ka dawa dekhomujhko dekho, mere marane ke tamanna dekhojurm-e-nazzara pe kon itni khushamad kartaab wo ruthe hain lo aur tamasha dekhodo hi din mein wo baat hai na wo chah na pyarhum ne pahale hi ye tum se na kaha tha dekhohum na kahate the banavat se hai sara gussahans ke lo phir wo unhon ne hamen dekha dekhomasti-e-husn se apni bhi nahi tum ko khabarkya suno araz meri, hal mera kya dekhoghar se har vaqy nikal aate ho khole hue balsham dekho na meri jan savera dekhokhana-e-jan mein namudar hai ek paikar-e-nurhasarato aao rukh-e-yar ka jalva dekhosamane sab ke munasin nahi hum par ye itabsar se dhal jaye na gusse mein dupatta dekhomar mite hum to kabhi yaad bhi tum ne na kiyaab muhabbat ka na karana kabhi dawa dekhodosto tark-e-muhabbat ke nasihat hai fazulaur na mano to dil-e-zar ko samajha dekhosar kaheen bal kaheen hath kaheen pano kaheenus ka sona bhi hai kis shan ka sona dekhoab wo shokhi se ye kahate hain sitamagar jo hain humdil kisi aur se kuch roz bahala dekhohavas-e-did miti hai na mitegi “hasrat”dekhane ke liye chaho unhen jitana dekho

Your Comment Comment Head Icon

Login