Dheeray Se Sarakti Hai Dheeray Se Sarakti Hai Raat Us Ke Aanchal Ki Tarah; Uska Chehra Nazar Aata Hai Jheel Mein Kanwal Ki Tarah; Baad Muddat Usko Dekha Toh Jism-o-Jaan Ko Yun Laga; Pyasi Zameen Pe Jaise Koi Baras Gaya Baadal Ki Tarah; Roz Kehta Hai Seene Pe Sar Rakh K Raat Bhar Jagaon Ga; Sar-e-Sham Hee Mujhe Aaj Phir Sula Gaya Wo Kal Ki Tarah; Mere Hee Dil Ka Makeen Nikla Woh Shakhs Wasi ; Aur Main Shehar Bhar Mein Dhoondta Raha Use Kisi Pagal Ki Tarah

Your Comment Comment Head Icon

Login