Meesamaane Asr Ki Ye Meesamaane Asar Ki Ye Bandagi Achhi Lagi; Khaliq-E-Kaunayn Ko Madh-E-Ali Achhi Lagi; Mout Se Ghabraate Hain Aksar Bashar Leikin Humein; Shauq-E-Deedar-E-Ali Mein Maut Bhi Achhi Lagi; Waqt-E-Aakhir Aaye Jab Bari Pa Meri Murtaza; Maut Ki Baahon Mein Mujhko Zindagi Achhi Lagi; Hum Ghulaamaan-E-Ali Hain Daulaton Se Be Niaz; Har Shahenshahi Se Humko Qambari Achhi Lagi; Uski Bakshish Ke Liye Kaafi Hai Maula Ko Agar; Razvi Ye Midhat Saraa Ki Shaairi Achhi Lagi

Your Comment Comment Head Icon

Login