Ager main yeh jantaTere pass Dil NahiBalkah Seeny mainsang e mur mur ka ik tukra haito meri jaankabhi na tum se dil lagatakabhi na tum se pyaar kertaAger mujhe es ka ilam hotakah sabez ankhainto bewafai ki hain alamatkabhi na mainen main jhank kertum seapni ankhon ko chaar kertaAger mujhe es ka ilam hotake teri zulfon k jaal mainmain ulajh kephir na nikal sakon gakabhi na mainunn k saye main beth kergum apna iqrar kertaager mujhe es ka hota ihsashusan tera fareeb thakhud meri nazar kakabhi na be ikhtiaar ho kemain apni jaan o dil kotum per nisaar kertamager meri jaansach to yeh haihaqeeqatain talakh hi sahi perkadi jawani kegaram khoon ki harartoon maintamam jazbaat andhy hoty hainkhawahishon ke ubalty lawey ke samnaykuch nahi thehertajo apny jadbaat ke sumader main doob jayehazar koshish karephir nahi ubhertaIsi liay Jaansach to haiyeh sara kuch janty huye bhimain manta hoonmain janta hoonyeh dil mery apny buss main hotaYA MUJH KO BE IKHTIAAR KERTAMAIN PHIR BHITUM SE HI PYAAR KERTA!!

Your Comment Comment Head Icon

Login