Albums of Jagjit Singh!1.chak jigar ke see lete haiNjaise bhi ho jee lete haiNdard mile to seh lete haiNashk mile to pee lete haiNaap kaheN to mar jaayeN humaap kaheN to jee lete haiNbejari ke andhi-yaare meiNjeene wale jee lete haiNhum to haiN un fuloN jaisejo kaanTo meiN jee lete haiN2.kabhi khamosh baithogi, kabhi kuchh gungunaaogimaiN utna yaad aaoonga, mujhe jitna bhulaaogikoi jab poochh baithega, khamoshi kaa sabab tumsebahot samajahna chaahogi, magar samjhaa na paogeekabhi duniya mukkammal banake, aayengi nigaahOn meiNkabhi meri kami duniya ki, har ek shey meiN paaOgikahiN par bhee raheN hum tum mohabbat fir mohabbat haitumhe hum yaad aayenge, hameN tum yaad aaogee3.wo kaun hai, duniya meiN jise, gam nahiN hotakis ghar meiN khushi hoti hai, maatam nahiN hotaaise bhi haiN, duniya meiN jinheiN, gam nahiN hotaek hum haiN hamaara, kabhi kam nahiN hotakya surmaa bhari, aankhoN se, aansoo nahiN girtekya mehandi lage, hathoN se, matam nahiN hotakuch aur bhee, hotiN haiN, bigadane ki adaayeNpar meri samaj ye, ek aalam nahiN hota4.aaj ham bichhade haiNto, kitne rangeele ho gayemeri aankheN sukhi, tere haath peele ho gayekab ki patthar ho chuki thee muntazir aankhe magarchhooke dekha to mere hath geele ho gayejane kya ehsas saaz-e-husn taroN meiN haiNjinko chhoote hi mere nagmeN raseele ho gayeab koi ummeed hai sahid, na koi aarzooaasre TooTe to jeene ke waseele ho gaye5.tum ye kaise juda ho gayehar taraf har jagah ho gayeapana chehra na badlaa gayaaayine se khafa ho gayejaane waale gaye bhi kahaaNchand suraj ghaTa ho gayebewafa to na wo the na humyuuN hua bas juda ho gayeaadmi banana aasaaN na thasheikhjee aarasa ho gaye

Your Comment Comment Head Icon

Login