Dar- dar batakta raha hu me do waqt roti ke liey,dhup me jhulazta raha hu me do waqt roti ke lieyPardes me akela raha hu me kabhi na gabhraya,mushkiley kitni ayi pao peechey na hataya.Ghar aa nahi payya kabhi diwali ya rakhi ke lieyapno ke pyar ne rulaya do waqt roti ke liey.Maa- Bauji ko zarurat hai meri , dil ne bahut samjhaya,sabse badi bhuk hu me teri dimag ne yehi bataya.Kuch samay ne de payya apne maa- bauji ke liey,seba ka pun bhi gabaya do waqt roti ke liey.Yuh toh me khud ke liey bhi nahi ji payya kuch pal ki liey,bhuk ne juda karwaya Mujh ko Mujh se har pal ke liey.Raat ko chinta hoti hai , agli subhah roti ke liey,aaj isi chinta ne chitha par pahuchaya Do Waqt Roti K Liey.aaj isi chinta ne chitha par pahuchayak liey.

Your Comment Comment Head Icon

Login