Dastoor tha dastak bhi thi aur aap bhi mehfil me theA dost aap ko kahe bhi kya hum aap mere dil me theKar gaye jo karna tha ab un khatao ka kya kareLazmi hai kuch to the phool aap ke gulshan me theJis tarah se dhal raha hai din ye bhi dhal jayegaBaad me dekhenge kya jab humnashi mil jayegaDekh lenge jab kabhi bhi ek dagar ban jayegiDosti ki wo kayamat ek pal me phool barsayegiChahat nahi thi kya kabhi jo dil me dube aap kiMil raha hai wo faisala ab to kayamat chhayegiYe nazar meri nahi hai ye nazar hai bas aap kiShabnabi dikhte hai aap aap pe hi ye bhayegiKeh raha Riyaz-e-Zaba ye ho ke ye ho jayegaAap ki sharmo haya jane na kya gul khilayegiDharkane hai keh rahi kuch sun lo unki dastaDharkano ka kya bharosa jane kab ruk jayengi

Your Comment Comment Head Icon

Login