Dosto ke rehnuma wo hai hum nahiChot pe chot khate wo hai hum nahiPhir bhi duniya hume hi yaad karti haiIs par bhi unhe zara sa bhi gum nahi———–++++++++++——–+++++++———Wo nahi to hum nahi duniya ke ye sitam nahiWo sagar hai unke age to hum bhi hum nahiYe giza hai unki jo Riyaz-e-Syahi me dum haiWarna unke bina to koi Mehfil-e-Zam nahi——-++++++++——-+++++++——-++++——-Tasavur hua unhi se unhi se hai ye jindagikarta hu yaad khuda ko dekh unki bandagiChasme bayaan karte halaat ab unhi keHalaat-e-chasm me jaise thehri hai jindagi——++++++——–+++++++——-+++++——–Furkat ki baat hai ye jaise ho fursat me raatAyi hai ab juba pe to mai likhta hu jindagiIkraar aap bhi kariye ki gujar na jaye ye raatBaato hi baato me jaise hai pal bhar ki jindagi——++++++——+++++++——-++++++———Age abhi aur bhi hai jamane ke rang haseenKi ab na jau sochta hu aye meri mehjabeenRone ki surat nahi hasne ka hai ye palAye mere doston ayunga phir mai kal————————— – - – - – —–Nagme mere ab yu bhujne na dena tumKi yado ke sil sile hai yado me hona tumTum bin ye jindagi ab adhuri si lagti haiKi ayo meri mehfil me jayo na kahi tum—————————————-Kuch ashq hai mere jo shabdo me dikh rahe haiShayad koi gulfaam ho jo pehchaan le inheTo be Continued.. . . . .Riyaza dost that never dies..

Your Comment Comment Head Icon

Login