Duniya Ke Afsaney MainHar ikk shaks ki iss duniya ke afsaney mainmohabbat ki ikk apni dastan hoti heysabh ke dilon pe kisi ke naam ki mohrain hain lagi hotinhar aik ko zaroor kisi na kisi se pyar hota heytamam omr kuch pyar ko chupaney main guzar daitey hainto kuch kholla izhaar kar ke duniya main badnam hotey haindil hotey hain kuch tootey hoey zakhmi aur piyaseyaur kahi dilon ke bhag to shadaab hotey hainpaata hey koi duniya main manzil aur khushian sabhikuch ki kamai to bas dard aur ghum hi hotey hainqismat waley to sacha pyar apna paa hi laitey hainpyar ko haar kar bhi kuch loug jeet jatey hainguzartey hain omr kuch kisi ko bhool janey mainkisi ki zindagi to sirf kisi ki yaad hoti heykuch sonatey hain mohabbat ke kissey namm ankhoon seaur kuch pyar ki kahani sonatey muskuratey hainkoi kisi ki yaad main tarapta rehta heyaur kisi ki bewafai main koi neel bahata heydekha jaye to zindagi ki kathin rahon mainhar koi roswa aur tanha hi hota heyduniya ke iss wasih afsaney main aafihar ikk ki apni aik dastan hoti hey

Your Comment Comment Head Icon

Login