Har chhehr-e-masumiyat me tera chhehra nazar ata haiTu har chhehre me sama jaye to koi kya kare.Tu jo has de to sama has de aur ye jaha has degam me tujhe na rona aye to koi kya kare.Mehek aisi ki itr ka sagar bhi kam pareke har phool tujhe hi mehekaye to koi kya kareTujhe chand kahu to mehtaab-e-jaha ko kya kahuJab tu hi chand ho jaye to koi kya kareMaroof tu hai ya mai koi faisla hua hi nahiTu hi koi faisla kar jaye to koi kya kareAjmato me hum tujhe hi yaad kar ke rote haiMeri palkhe hi nam na ho to koi kya kareWo jeher jo tune mujhe diya wo jeher nahi rahaKi Zindagi hi zeher ho jaye to koi kya kareKya kare koi akhir hai nahi kuch bhi bas me uskeSab kuch tere hi hawale se chale to koi kya kare.By Riyaz.a dost that never dies.

Your Comment Comment Head Icon

Login