Har ghadi roshni charago se ho mumkin nahiandhere unki kismat me bhi der raat hote hainkhayaal noor ka paya tha humne khwaabo meandhere raaste tabeer bante dekhe hainkami sukoon me paayi na humne raato koyahi wo pal hai sitare bhi tootte dekheajab khayaal se raaton ko mujhko aaate hainkahi pe neend bhi uski toh so gayi hogijalaana jism ko mere jaha amaavas hoandheri raat me kuch pal ko roshni hogishama bujha di der raat ko humne saathimujhe pata tha wo aayenge na andhere mekabhi sukoon na paaya tha humne raato komera ye dard unki jaan ka dushman kyu karkoi khwahish na rahi baaki us raat k badkhuda se or kya maangu ab maut k siwahuye jaleel jo din ko toh khair jane dotamasha raat ka ab yu na sabko aam karohar ek raat ko lagta hai jaane kyu mujhkoyahi wo raat hai kehte hain katl ki jisko

Your Comment Comment Head Icon

Login