Har pal ki dosti ka irada hai apse,Apna pan bhi kuch jyada hay apse,Na sochenge sirf umar bhar ke liye,Qayamat tak dosti nibhayenge ye vada hai aapse.Bhula dena use jo rula jaye,Yaad rakhna use jo nibha jaye,vada apse karenge bahut log,Magar dil ki baat kehna usse jiske bina ek pal na raha jaye.Na jane Q abhi aapki yaad aa gayi,Bina mausam ke hi barsat aa gayi,Maine chukar dekha jo bund ko to,Har bund me aapki tasvir najar aagayi..

Your Comment Comment Head Icon

Login