Ishq ka baaki imtihaan aaj bhi haidil par tera nishaan aaj bhi haitum toh bhool gaye jaake nai duniya metere liye koi preshaan aaj bhi hailog bhoole hai jala tha kisi ka ghar yaha parmagar khandhar ka nishaan aaj bhi haijamane ka kya bigda jo lut gaya kisi ka jahanjamana toh mutmaaeen aaj bhi hainibhaya hai tumne khoob wafa ka vaadameri peeth pe khanzar ka nishaan aaj bhi haibanaya tha jo tumne hamari kabr-e-ishq pewo mehel aalishaan aaj bhi haitumne jaani me apne, na kasar kuch rakkhafir kyu atki hui meri jaan aaj bhi haitum toh kehte the k tum bhool gaye ho ranzishfir kyu meri maut ka saamaan aaj bhi hai

Your Comment Comment Head Icon

Login