Jaan se bhi zyada unhe pyaar kiya karte theYaad unhe din-raat kiya karte theAb un raahon se guzra nahi jaataJahan baith kar unka intzaar kiya karte the.______Wo Khatam Qaid ki Miyad Bhi Nahi KartaAur Main Zehmat-e-Faryad Bhi Nahi KartaKabhi Kabhi Wo Mujhe Itna Yaad Aata Hai dostonK Main Zid Mein Aa Kar Usey Yaad Bhi Nahi Karta..______Apni to mohabbat ki itni kahani hai,Tooti hui kashti or thera hua pani hai,Ek phool kitabon may dam tor chuka hai,Magar kuch yaad nahi aata yeh kis ki nishani hai…

Your Comment Comment Head Icon

Login