Kahan ho tum ?Saheliyo kahan ho tum jawaab doMain sun rahi hoon duur seTumari gungunahteenFaza main tairne lagi hainNarm narm ahhtainMain kis tara tumare sathNachun aur gaa sakonNa tum mujhe bula sakoNa main tumain bula sakonTarap rahi hoon main yahannKabhi to muj se aaaaa miloSaheliyo kahan ho tum jawaab doMain jal rahi hoonAaj apne aansuon ki chaoun mainDekhayi jo na de sakenWoh beriyaan hain paaoun mainBujha bujha hay dil meraMain kulfaton k bas main hoonSab hi chaman jesey kaheenMain us haseen kafas main hoonMain ghut k maar chali yahanTum aa k muj ko thaaaaam lo !!!!Zara Thair JaooKareeb mout khari hay zara thair jaoQaza se aankh lari hay zara thair jaoThaki thaki si fazayen bohjal bohjal se tareBari udas ghari hay zara thair jaoNaheen umeed k hum aaj ki saher dekheenYeh raat hum pe kari hay zara thair jaoAbhi na jao k taroon ka dil dharakta hayTamaam raat pari hay zara thair jaoDamfraq main tumain je bhar kar dekh to lainYeh fasle ki ghari hay zara thair jaoPhir is k baad na hum tum ko rokain geLaboon pe saans ari hay zara thair jao.!

Your Comment Comment Head Icon

Login