Kisi ladki pe main bhi tha marta magarUsne dhokha diya mujhe main kiya karunLakho iljam mujhpe wo dale magarKhud hi galti kare to main kiya karunHad se jiyada jise pyar karta tha mainJiski yadon main khoya rahta tha mainMujhko gali wo deti subah sham koMujhse nafrat kare to main kiya karuAgar karo pyar to uspe wishwas karPyar ka pahla nam hai wishwas sunShauk se ab mujhe tu bhi badnam karEk tarfa tha pyar mera main kiya karunTu bhi kahne lagi meri aadat hai kharabItna sunte hi maine jo pi li sharabKiya burayi hai mujhmen meri janemanAgar batao to sudharne ki koshish karunPyar ke badle main milti nafrat mujheFir bhi lakhon duwayen deta main useJan se jiyada main usko chahun magarWo mujhe hi na chahe to main kiya karunMandiro se gaya masjido main gayaSar ko sajdon pe rakhkar mangi ye duwaAb khuda hi na chahe to main kiya karun..

Your Comment Comment Head Icon

Login