Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho JaiseKoyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho JaiseTune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho JaiseJaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho JaiseJaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho JaiseJaan Baaki Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho JaiseHar Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota HaiHar Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota HaiMujhse Kuch Teri Nazar Pooch Rahi Ho JaiseRaah Chalte Huve Aksar Yeh Ghumaan Hota HaiRaah Chalte Huve Aksar Yeh Ghumaan Hota HaiWoh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho JaiseWoh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho JaiseEk Lamhe Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka SafarEk Lamhe Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka SafarZindagi Tej Bahut Tej Chali Ho JaiseZindagi Tej Bahut Tej Chali Ho JaiseIs Tarah Pehron Tujhe Sochta Rehta Hoon MainIs Tarah Pehron Tujhe Sochta Rahta Hoon MainMeri Har Saas Tere Naam Likhi Ho JaiseMeri Har Saas Tere Naam Likhi Ho JaiseKoyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho JaiseTune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho JaiseJaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho JaiseJaan Baaki Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho Jaise

Your Comment Comment Head Icon

Login