Kya-kya nahi iss daur main insan bechta haiPaise ke liye apna eman bechta haiMaikash ke liye maikade ka diwar chahta haiDaru ke liye ghar ka saman bechta haiMahangai ne muflis (garib) ki todi kamar aisiRoti ke liye apne arman bechta haiEk jauhri tha shayad emandar hogaSunte hain ki ab sadak par pan bechta haiIss daur main bharosha kiska karenge ‘Avinash’Pagal bhi aaj apni pahchan bechta hai.

Your Comment Comment Head Icon

Login