Mere labo pe bewafa ka naam aa raha haiUss bewafa ka gar sitam yaad aa raha haiLao pyar ki jala ke tukde kar diye haiFir bhi dil ko uss pe pyar aa raha haiGar sikhva mai karu to meri tauhin hogiAankho me na aanshu hai dil rota ja raha haiMayus mujhko karke woh har pal hai hastiUsko aaj dekho kitna hasna aa raha haiTanhai me kat rahi yeh uska hai tohfahPakar uska tohfah dil pal pal ro raha haiUsne jo diya hai use kaise mai bhula duJo sapna dikhya usne ab yaad a raha haiUski meharbani hai jo maine yeh likha hai“SAGAR” bewafai ko likhta ja raha hai.

Your Comment Comment Head Icon

Login