Mohabbat ek safar ka silsala hayBichar kar koun kis ko sochta hayJise manga tha main ne har dua mainWoh bin mange kisi ko mil gaya hayMeri aankhon se tanhayi ka mousamSamandar ban kar aksar jhankta hayJise parwah naheen meri zara si bhiWoh jane raat bhar kyun jagta hayJise har moor par dukh hi mile hainKhushi ko woh kahan pehchanta hayUsse tum dhaar ki dhamki na denaYeh aashfata saron ka kaflah hayMere dehqaan ki kismat yehi hayKhushi bota hay aur ghum kaat ta hay..

Your Comment Comment Head Icon

Login