Na jane aaj fir unko dil yaad karta haiNa jane aaj fir dil unki raah taakta haiNa jane kyo aaj bhi aankhein nam haiNa jane kyo ham aaj bhi unke jane ka gam haiNa jane kyo wo aaye hamari jindagi meNa jane kyo hamne kho diyo khud hi hathon seNa jane kyo ruswa kar diya jindagi seNa jane kyo dil kehta hai wo lout aayeNa jane kyo kisi or ki kushiya khone ka darr haiNa jane kyo hamne thaam diya hath unka kisi or koNa jane kyo ham khud hi bhatak gaye manjil seNa jane kyo….He he he.

Your Comment Comment Head Icon

Login