Pahla aur pahla ho hamara Arman…Hum batana nahi chahate par ho hamari jaanKash lakh chhupane par bhi apko nazar naa aateJo hamare mann pe chute hain apke Nishan…Kaha naa ….karte hain nafarat apse bahut..Par jo chahte hain chhupana kyu lete ho janAp na jano ye mumkin nahi toh kya…Humare samne toh pesh aya karo bankar humse Anjaan….Hum apko hi chahe ye wada humne kab kia..Jo apko apni chahat pe hai itna Gumaan….Areyy…. ab ap rahne hi dijiyeAb iss suhaane jahan me aur bhi hain,Jo banana lage hain humare dil ke Mehaman…Aur ab ..Pahla aur pahla the hamara Arman… Hum batana nahi chahate par the hamari jan…Ek din me toh dunia ghum jati he..Aur humari chahat kahati haiJo hume chahe raho usase Anjan….Aur jab koi apno se zyada apna hone lageTo karo use Pareshan….Aur jab wo manzar aa pahoche..ki koi jee na sake humare binaa…Toh humari Adayein aur Husn ki shama kahti hai…..le lo usaki JJaann..Ye kam nahi dilwalon ka, aashiqon ka….Humse dil milana nahi hai itna Asaan….Ab ap ye kya soch rahe hain janabhume samjhana hai sirf humari jaan ke bas ka KaamKaha ho ap ye sochke jeete hainKab wo aayenge aur hogi zindgi hum pe Kurban..Humari dastan toh yahi khatm karte hain abToh kahiye kya banenge ap humari jaan????Hey…hey…heyy..ye kuch ye wo aur aisa waisa nahiKah dete hain isame hain bade Imtihaan………….Pahla aur pahla ho hamara Arman… Hum batana nahi chahate par ho hamari jaan….

Your Comment Comment Head Icon

Login