Pal bhar mein tamam umer ki sochein badal jati hainJin rahOn par chaltay hain, wohi rahein badal jati hainKarnay ko kia nahi kartay log mOhabbat mainSirf hamarey liye hi Q? Rasmein badal jati hainWo aisa hai k us ka nam sunnay k tasawwur se hiHumari tamaam tar sa?atein badal jati hainSochti hoon jane kaise? keh paun gi main us seMilti hoon to dil ki sari batein badal jati hainChahe manzil dushwar ho Or door bhiHumsafar us jaisa ho to musaftein badal jati hainU to raat ka aalam haseen hota hai, madhosh bhiMagar chand dekhUn to meri raatein badal jati hainMat chaho,k mujhay aadat nahi itna chahne walOn kiYe na ho log kahein, jald hi adatein badal jati hain

Your Comment Comment Head Icon

Login