Phoolon ko mat sikhao ki muskurana kiya haiBhauron ko mat batao ki gungunana kiya haijal se to beshak parindo ko yoon bacha loLekin unhe na batao ki chachahana kiya haiBhing ke barishon main lutf leke dekhoBarisho se na kahna ki jhamjhamana kiya haiDo jawa dilo pe beshak laga do pahdeDiwano se na puchho ki dil lagana kiya haiAuron pe jan dena kaun chahta haiParwano se na puchho ki jalna jalana kiya haiAvinash Kundan ki iss gajal se jine ki dhang to le loBad main na kahna padhna padhana kiya hai..

Your Comment Comment Head Icon

Login