Pyaar kya tha yeh nahi pata,Pyaar kya hai yeh bhi nahi pata,Bus itna jante hai ki woh humse door hai,Magar phir bhi unka naam humare jine ka shara hai.Meri har jaroorat ka dhyan rakhti ho tum,Bin kahe har baat samajh jaati ho tum,Iss kadar pyaar paya hai maine tumse,Jab bhi saans loon yaad aati ho tum.Jab do log ek doosre se pyaar karte hai,Bin kahe har baat woh samajh jate hai,Juban se toh kuch bhi kehte nahi hai,Aankon se dil ka haal bata jate hai..

Your Comment Comment Head Icon

Login