Roj milti hai wo to safar main haiUse kya malum wo meri najar main haiItni manchali chulbauli wo hasina haiKi charcha uski sare shahar main haiJidhar dekhu udhar use hi pata hoonAati najar hame wo computer main haiNagin si jab balkhake chalti woHo jati nigah sabki kamar main haiJo lahrati ho dupatta hawao main iss kadarTo ‘loo’ bhi tham jati dophar main haiKi kapde bhi kam hai tere tan ke wasteTab to bunde bhi na sharma iss umar main haiShayar ban gaya Avinash jab se dekha tujheWo khoya rahta teri najar main hai.

Your Comment Comment Head Icon

Login