Teri Mohabbat main, main deewana ho gaya hoon,na rahi khud ki khabar, baigana ho gaya hoon.Chaha tha na karu tujhse pyar, magar kambakht tera aashique ho gaya hoon.Ab to khuda hi jane, kya hoga mera,Ab to,  khuda hi jane kya hoga mera,jo is tarah main tera deewana ho gaya hoon..

Your Comment Comment Head Icon

Login