Tumse kiya pyar hamne bhool yah mujhse huiApne hatho jahar khaya, bhul ye mujhse huiJan ke dushman ko ham jane ja kahte hainApna jan mal sab kuchh lutaya bhul ye mujhse huiTeri har bat ka aitbar hamne kiyaTune hi mere dile aashna ka khun kiyaTere hi liye main jahan se takraya, bhul ye mujhse huiAb bhi teri shokh chanchal adaye kahti haiAb bhi teri Bewafai mere dil main saye ki tarah rahti haiRaton main jata tha milne bhul ye mujhse huiLeta hoon jab rat ki tanhaiyon main karwatKanta ban kar chubhta hai mujhko bistarUss Khuda ko chhod kar “Avinash”Ibadat teri ki, bhul ye mujhse hui.

Your Comment Comment Head Icon

Login