Tumse milne ki aarju kiya karu mainTere wade par kiya aitbar karu mainShabnam ki badaulat chaman ki jindgi nahi hotiBeraham hai, Mali se gila kiya karu mainHamara bhi aagaj tha aashman tak manjil chhoo lene kaMagar sahil khud hi dub gaya to kiya karu mainWada kiya tha tujhko bhula dunga mainApna wada khud bhool gaya to kiya karu mainKhushi ki talash thi “Dost” gam beshumar mileJindgi main koi khushi ras nahi aayi to kiya karun main..

Your Comment Comment Head Icon

Login