YEH JO ZINDAGEE KI KITAAB HAI …….!!!!Yeh jo Zindagee ki kitaab hai, yeh kitaab bhi kya kitaab haiKahin ik haseen sa khawab hai, kaheen jaan leva azaab haiKahin aansoon ki hai daastaan, kahin muskurahaton ka bayaanKai chehray is mein chupay huey, ik ajeeb sa yeh naqaab haiKahin kho dia , kahin paa liya, kahin ro liya, kahin gaa kyaKahin cheen leti hai her khushi, kahin meherbaan be hisaab haiKahin chaaon hai kahin dhoop hai, aur kaheen koi roop haiKahin barkaton ki hain baarishein, kahin tashnagi be hisaab hai

Your Comment Comment Head Icon

Login