Yu To Chand bhi Bhatakta hai Rat BharMe jo Bhatak gaya to Bat kyaSari Duniya Roti hai Chup karMe jo thoda Ro liya to Bat KyaHar Kisi Ko Talab hai Pyar KiMaine thoda Soch liya to Bat KyaRoshni ki Chah to sab ko haiMaine thoda Andhera mang liya to Bat kyaZindagi k is Haseen Khwab meMaine Use mang liya to Bat KyaHar kisi ne Mehfil ko Chaha YahaMaine Tanhai ko Chaha to Bat kyaYu to Chand bhi Bhatakta hai Rat bharMe jo Bhatak gaya to Bat kya(Himanshoo Jhadi)

Your Comment Comment Head Icon

Login