abtak mai dhund raha hoo usko,kya pata kaha hai wo?chain nahi hai abtak muzko,kya pata kaha mil jaye wo.?Yu to zindagi ke hasin pal guzar gaye bahootKya pata kab mil jaye wo?Ek as lagake baithe hai is kadarKya pata kaisi hai wo?Abtak mili hi nahi muzko koiKya pata kaun hai wo?

Your Comment Comment Head Icon

Login