unhe afsos hai ki mai unse mila nahishikwa tha dil me magar koi gila nahi.khair jo hona tha so to ho hi gayaitezar hua magar phool koi khila nahi.——————————————————–wo mere raste me sir jhukaye bathe haisham-e-roshni kyo bujhaye baithe haikoi jaye jakar unse bhi talab karekyo wo raste ko mehkaye baithe hai—————————– – - – - – - – - – - -ek hawa chali aur ek ada bhi phir chaliwo us raste se kuch is tarah chaliki dekhne walo ne kya kuch nahi kahapar wo to thi manchali apni hi rah chali.———— – - – - – - ———- – - – - – - ——-firdaus tere ane ka mujhe bhi intezaar thanaam mera bahut diljalo me beshumaar thalog kehte mujhe ki ashiq nahi ashiqee hai tumai kya kehta mujhe to sirf isika funkaar tha—— — – - – - ———– – - – - – ———- – - – - ——kitne dino talak mujhe tere jane ka gam rahasataya bahut tumhe par mujhe kaha inkaar thasoya nahi tha rato se din ki khabar kise kahachora tha maine sab kuch jo mera ghar-bar tha——— – - – - – ———– – - – - – ———– – - – - – ——–wo bolte mere kano awaz nahi hoti maine kaha mehke dilo ko saaz nahi hoti.

Your Comment Comment Head Icon

Login