Dard ShayariSare Sapne Tod K Baite HaiSare Arman Tod K Baite HaiNa Kijiye Hamse Wafa Ki BateAbhi Abhi Dil K Tukde Jodkar Baite Hai  (love bad ok)Pathan Jokes100 pathan aik kashti me sawar thayk achanak kashti ruk gaiorsab doob gaye, kaisay?pathan thay na sub,dhakka laganay utar gayeDosti ShayariPani Se Tasvir Kaha Banti HeKhwabo Se Takdir Kaha Banti HeKisi Ko Chaho To Sacche DilseKyunki Ye Zindgi Phir Kaha Milti HaiLove ShayariHumnay Dil Tora Dharkanoun Kay Khauf SayApni Basti He Mita Di Barishoun Kay Khauf SayKon Kehta Hai Hamein Mohabbat Ras Agaye?Hum Tu Youn He Hans Daitay Hain Ansoun Kay Khauf Say( What Is Love Shina Amir)Hindi Shayaritufan me kashti ko kinare bhi mil jate haijahan me logo ko sahare bhi mil jate haiduniya me sabse pyari hai zindagikuch log zindagi se pyare bhi mil jate haiUrdu ShayariNa Khawabon Main Dekha, Na Nazaron Main Dekha,Hazaron Main Hum Nay Ek Tum Hi Ko DekhaGhum Denay Walay Tu Har Pal Hai Yahan,Har Pal Khushi Denay Walon Main, Ek Aap Ko Hi DekhaLove ShayariJis anjam se hum dartey thay,Uss anjam tak humein le aaya koi.Zindagi guzar gayi samjhaney mein,Kuch iss tarha bekarari sikha gaya koiHindi Shayaridil gumsum zubaan khamoshyeh aankhein nam kyu haijab tujhe kabhi paya hi na thato aaj tujhe khone ka ghum kyu hai.Dard ShayariHume Bhi Pyaar Karne Ka Khayal Aaya,Jub Bhi Yeh Khayal Aya Khud Ko Akeala Paya,Dhoonte Rahe Is Duniya Main Humsafar,Kisi Ko Dohke Baaz, Kisi Ko Bewafa Hi PayaDard ShayariMeri sari zindagi ko be sabub us nay kiaUmar meri thi magar is ko basar us nay kiaRahbar mera bana gumrah krnay k liyaMujhko seedhay rastay say darbadar us ny kia.Hindi Shayarilog kahate hai. tum cigaret kyu pite ho.kya ye pyas bhujati hai. maine kaha nahi.dil me kisi bewafa ki tasveer hai.kambkat usko jalati hai.Hindi ShayariTakdir Ke Rang Kitne Ajeeb HainAnjane Rishte Hai Phir Bhi Kareeb HainHar Kisiko Dost Aapke Jaisa Nahi MiltaAap Mile Mujhe Ye Mera Naseeb Hai (good freiends )

कुछ नन्हे हाथों को आज हाथ छुडाते देखा हैउन कोमल हाथों पे छालों का एक गुलदस्ता देखा हैतपती कंकरीली धरती पे दिन भर रेंगते देखा हैखाने के चंद निवालों पे मैंने उनको पिटते देखा हैभूख मिटाने की खातिर यहाँ रूह नाचती देखी हैहर गाडी में झांकती उनकी आस टपकती देखी हैहंस कर जीने की आशा को आंसू में बहती देखी हैएक सिक्के के खातिर मैंने ज़िन्दगी भागती देखी है

Hume To Lut Liya Mil Ke Husn Valo NeKale Kale Balo Ne Gore Gore Gaalo NeNajar Mein Shokhiya Aur Bachapana Sharaarat MeinAdaae Dekh Ke Hum Fas Gaye Mohabbat MeinHum Apani Jaan Se Jayege Jin Ki Ulafat MeinYahin Hai Ki Na Aayege Vohi Maiyat MeinKhuda Saval Karega Agar Qyamat MeinTo Hum Bhi Kah Denge Hum Lut Gaye Sharafat MeinVahi Vahi Pe Qyamat Ho Vo Jidhar JayeJuki Juki Hui Nigah Se Kaam Kar JayeTadapata Chod De Raste Me Aur Gujar JayeShitam To Ye He Ki Dil Le Le Aur Mukar JayeSamaj Me Nahi Aata Ki Ham Kidhar JayeYahi Irada He Ki Yah Kah Kar Kam Mar JayeVafa Ke Nam Pe Mara He Be-Vafaao NeKe Dam Bhi Na Lene Diya Is Jafaao NeKhuda Bhula Diya He Is Husn Ke Khudaao NeMita Ke Chhod Diya He Ishq Ki Khataao NeUdaaya Hosh Kabhi Zulf Ki Havaao NeKhayal-E-Naaz Ne Luta Kabhi Adaao NeHajaro Lut Gaye Najaro Ke Ek Isare ParHajaro Bah Gaye Toofan Ban Ke Dharo ParNa Inake Vaaso Ka Thik He Na Baato KaFasana Hota He Inaka Hajar Rato KaBahut Hasin He Vese To Bhol Pan InakaBhara Huaa He Magar Zahar Se Badan InakaYe Jis Ko Kaat Le Vo Pani Pi Nahi ShakataDavato Kya Duaao Se Bhi Jee Nahi Shakata HaiInahi Ke Mare Huye He Ham Bhi Jamane MeinHe Chaar Labz He Mohabbat Ke Fasane MeZamana Inako Samajata He Nek Aur MasoomMagar Ye Kese He Kya He  Kisi Ko Kya MaloomInahe Na Tir Na Talavar Ki Jarurat HeShikar Karane Ko Nigahe Ulafat HeHasin Chalo Se Dil Paayamaal Karate HaiNajar Se Karate He Bate Kamaal Karate HaiHar Ek Bat Me Matalab Hazar Hote HaiYe Sidhe Sade Bade Hoshiyaar Hote HaiKuda Bachaye Hasino Ki Tez Chalo SePade Kisika Bhi Pala Na Husn Valo SeHusn Valo Me Mohabbat Ki Kami Hoti HeChahane Valo Ki Takadeer Buri Hoti HeUnaki Bato Me Banavat Hi Banavat DekhiSharm Aankho Me Nigaho Me Lagavat DekhiAag Pahale To Mohabbat Ki Laga Dete HaiApane Rukhsaar Ka Deevana Bana Dete HaiDosti Kar Ke Fir Anzaan Najar Aate HaiSach To Ye He Ki Be-Imaan Nahar Aate HaiMoute Kam Nahi Duniya Me Mohabbat InakiJindagi Barabad Hoti He Badolat IunakiDin Baharo Ke  Gujarate He Magar Mar Mar KeLoot Gaye Hum To Hasino Pe Bharosa Kar Kar Ke

Tumhein Dillagi Bhool Jani Paray GiMohabbat Ki Raahon Mein Aa Kar To DaikhoTarapnay Pay Mairay Na Phir Tum Haso GayKabhi Dil Kisi Say Laga Ker To DaikhoHoonton K Paas Aaye Hasi Kia Majaal HaiDil Ka Moamla Hai Koi Dillagi NahiZakhm Pay Zakhm Pay Kha K Ji Apnay Laho K Ghoont PeAah Na Ker Laboon Ko See Ishq Hai Dillagi NahiDil Laga Ker Pata Chalay Ga TumheinAashqi Dillagi Nahi HotiKuch Khail Nahi Hai Ishq Ki LaagPani Na Samajh Yeah Aag Hai AagKhoon Rula’ay Gi Yeah Lagi Dil KiKhail Samjho Na Dillagi Dil KiYeah Ishq Nahi Aasan Bus Itna Samajh Li JayIk Aag Ka Darya Hai Aur Doob K Jana HaiTumhein Dillagi Bhool Jani Paray GiMohabbat Ki Raahon Mein Aa Kar To DaikhoTarapnay P Mairay Na Phir Tum Haso GayKabhi Dil Kisi Say Laga Ker To DaikhoWafaoon Ki Hum Say Tawwaqu Nahi HaiMagar Aik Baar Aazma Ker To DaikhoZamanay Ko Apna Bana Ker To DaikhaHamein Bhi Tum Apna Bana Ker To DaikhoKhuda K Liyeah Chor Do Ub Yeah PardahRukh Say Naqaab Utha KeBari Dair Ho Gaye Maahol Ko Tilawat-E-Quran Kiyeah HoayKhuda K Liyeah Chor Do Ub Yeah PardahKhuda K Liyeah Chor Do Ub Yeah PardahHum Na Samjahy Teri Nazroon Ka Taqaza Kia HaiKabhi Pardah Kabhi Jalwa Yeah Tamasha Kia HaiKhuda K Liyeah Chor Do Ub Yeah PardahKhuda K Liyeah Chor Do Ub Yeah PardahJane E Jaan Hum Say Yeah Uljhan Nahi Dekhi JatiKhuda K Liyeah Chor Do Ub Yeah PardahKhuda K Liyeah Chor Do Ub Yeah PardahKhuda K Liyeah Chor Do Ub Yeah PardahKe Hein Aaj Hum Tum Nahi Ghair KoyiShab-E-Wasl Bhi Hai Hijaab Is Qadar KiyoonZara Rukh Say Aanchal Utha Ker To DaikhoJafa’ein Bohot Kiii Bohot Zulm Dha’ayKabhi Ik Nigah-E-Karam Is Taraf BhiHamesha Ho’ay Daikh Ker Mujh Ko BarhamKisi Din Zara Muskura Ker To DaikhoJo Ulfat Mein Har Ik Sitam Hai GawaraYeah Sub Kuch Hai Paas E Wafa Tum Say WarnaSata’tay Ho Din Raat Jiss Tarah Mujh KoKisi Ghair Ko Yoon Sata Ker To DaikhoAgar Chay Kisi Baat Per Woh Khafa HeinTo Acha Yeah He Hai Tum Apni Si Ker LoWoh Manay Na Manay Yeah Marzi Hai Un KiMagar Un Ko Purnam Mana Ker To DaikhoTumhein Dillagi Bhool Jani Paray GiMohabbat Ki Raahon Mein Aa Kar To Daikho

kuch lamhe yaadein chhod jati hai,khushi aur ranj ka ehsaa chhod jati hai,apni hi najro mein gir jate hai hum is kadar,najre milana un yaadon se ek chunoti ban jati hai,sukun sa milta hai batan apne pyar bhare lamhokoper kaap sa uthta hai dil,soch ker un halato ko.koshish ker ke bhi kisi ko na samjha pata hu mai apne us raat ko,chhodna na chaha tha maine us pyar bhare sath ko.ab bahut ho gai baatein us yaar ki,khul ke batata hu mai raaj us raat ki,ja rahe the hum safar pe rishto ke ek gaanth mein,toot ke reh gaya woh rishta sard ki us raat mein.kis tarh se pahal hui kuch samajh na mai paya,na jane kis kalyug ke shaitaan ko maine apne andar paya.ji to chaha ker lu puri ,barso purane khwaab ko,ruk gay mai dekh ke bhole se uske shabab ko.garam ho rahi thi saasein,pass hone ke uske ehssas se,dil mera jhoom utha tha ,nikalti si khusboo uske saas se.halchal si hone lagi thi ab humare jism mein,do jane ek hue the us sunahri raat mein.koshise karta raha mai paa lu apne pyar ko,per man nahi sunta tha mere dil ke us pukaar ko.yaar bhi taiyaar na thi,pura karne mein mere is khwab ko,per shitaan andar ka mere sulgata raha us chah ko.jada nahi per bahut kuch aisa hua us raat ko,yaadein bana ke rakh li maine us ankahi si baat ko.pakhwde bita diye maine,pane ke liye us husn ko,per sharm thi un aankhon ko,addbhare us jism ko.hua karti thi pahal kali ghata ke chhaw mein,sharma gaya tha chand bhi dekh ker us raat ko,bhatak sa gaya tha mai unkahe rishte ki talash mein.na najar aata tha kuch bhi deewanepan  ke bhook mein.behek sa gaya tha mai shaitan ki us bhook se.dil ki baatein juba pe lane mein aati thi sharam,yaad aa jati thi usko rishte wale sabhi karam.na to uski pahal thi,hui bhi na baad mein,mai hi tah jo de raha tha tha apne sapno ko anjaam mein.ab judai ho rahi thi,baat bhi ho gai thi kam,na to ab haya thi,pi raha tha mai woh gumbicchad chuke the hum parwane bima pura kiye us khwaab ko,ek adhuri kasak si thi pura karne ki us khwaab ko.gujar gaya hai arsa ,baatein hue mere yaar se,dekhanahi hai yaar ko maine abhi tak pyar se,ban ke reh gaya hai rishta,ankahe ehsaas ka,najre nahi mil payengi ab kabhi un aank se.kash chal jata mai picche samay ke saath saath,na suhani safar karta ,na janm hoti us unkahe se sath ki.

kuch lamhe yaadein chhod jati hai,khushi aur ranj ka ehsaa chhod jati hai,apni hi najro mein gir jate hai hum is kadar,najre milana un yaadon se ek chunoti ban jati hai,sukun sa milta hai batan apne pyar bhare lamhokoper kaap sa uthta hai dil,soch ker un halato ko.koshish ker ke bhi kisi ko na samjha pata hu mai apne us raat ko,chhodna na chaha tha maine us pyar bhare sath ko.ab bahut ho gai baatein us yaar ki,khul ke batata hu mai raaj us raat ki,ja rahe the hum safar pe rishto ke ek gaanth mein,toot ke reh gaya woh rishta sard ki us raat mein.kis tarh se pahal hui kuch samajh na mai paya,na jane kis kalyug ke shaitaan ko maine apne andar paya.ji to chaha ker lu puri ,barso purane khwaab ko,ruk gay mai dekh ke bhole se uske shabab ko.garam ho rahi thi saasein,pass hone ke uske ehssas se,dil mera jhoom utha tha ,nikalti si khusboo uske saas se.halchal si hone lagi thi ab humare jism mein,do jane ek hue the us sunahri raat mein.koshise karta raha mai paa lu apne pyar ko,per man nahi sunta tha mere dil ke us pukaar ko.yaar bhi taiyaar na thi,pura karne mein mere is khwab ko,per shitaan andar ka mere sulgata raha us chah ko.jada nahi per bahut kuch aisa hua us raat ko,yaadein bana ke rakh li maine us ankahi si baat ko.pakhwde bita diye maine,pane ke liye us husn ko,per sharm thi un aankhon ko,addbhare us jism ko.hua karti thi pahal kali ghata ke chhaw mein,sharma gaya tha chand bhi dekh ker us raat ko,bhatak sa gaya tha mai unkahe rishte ki talash mein.na najar aata tha kuch bhi deewanepan  ke bhook mein.behek sa gaya tha mai shaitan ki us bhook se.dil ki baatein juba pe lane mein aati thi sharam,yaad aa jati thi usko rishte wale sabhi karam.na to uski pahal thi,hui bhi na baad mein,mai hi tah jo de raha tha tha apne sapno ko anjaam mein.ab judai ho rahi thi,baat bhi ho gai thi kam,na to ab haya thi,pi raha tha mai woh gumbicchad chuke the hum parwane bima pura kiye us khwaab ko,ek adhuri kasak si thi pura karne ki us khwaab ko.gujar gaya hai arsa ,baatein hue mere yaar se,dekhanahi hai yaar ko maine abhi tak pyar se,ban ke reh gaya hai rishta,ankahe ehsaas ka,najre nahi mil payengi ab kabhi un aank se.kash chal jata mai picche samay ke saath saath,na suhani safar karta ,na janm hoti us unkahe se sath ki.

Hi All,I am a big fan of shayari and ghazals. I have collected many from my college days.I would like to share them with you all.I would also wish if you also share with me.Thanks in advance” Mere Kabr pe phool chada raha hai koiMere Kabr ko sajaa rahaa hai koiYeh Kudha,Yeh Khuda, mujhe thodi si aur zindagi de deMere Kabr se udhaas jaa raha hai koi ”Ankhon se dur ho par dil se nahi,Dil me zarur ho par milte nahi,bus yehi gila hai tumse dost,tum milte zarur ho par dil se nahi..Dil ki hasti bikhar gai hoti,aur Ruh ke Zakhm bhar gaye hote,jindagi aap jaise dosto ki amanat hai,varna hum to kabke mar gaye hote.“Dilon se khelne ka hunar hume nahi aataIsiliye ishq ki baazi hum haar gayeMeri zindagi se shayad unhe bahut pyar thaIsiliye mujhe zinda hi maar gaye”“Tanhaiyo me muskurana ishq hai,ek baat ko sab se chhupana ishq hai,yu to nind nahi aati hume rat bhar,magar sote sote jagna or jagte jagte sona ishq hai.”Hum ne Manga Tha saath unkaWoh judaai ka ghum de gayeHum yaadon ke sahare hi jee leteWoh bhool jaane ki kasam de gayeTeri Judai Bhi Hamein Pyar Karti HaiTeri Yaad Bahot Bekarar Karti HaiWoh Din Jo Tere Saath Guzare TheTalash Unko Nazar Baar Baar Karti HaiLikho To Paigham Kuch Aisa Likho Ki Kalam Bhi Rone Pe Majbur Ho JayeLafzon Mein Woh Dard Bhardo Ki Padhnewala Milne Pe Majbur Ho JayeTeri har adaa mohabbat si lagti haiEk pal ki judaai muddat si lagti haiAisa pehle nahin tha jo ab lagta haiKe zindagi ke har lamhe mein teri zarurat si lagti haiTum kya ho humare liye hum keh nahin sakteBas itna ki zinda tum bin hum reh nahin saktePhir na kehna kabhi humse ki chorh do hum koSirf khyaal hi judai ka tumse, hum seh nahin sakteYaadon ki dhundh mein teri parchhai si lagti haiSannaate mein goonjati shahnai si lagti haiJab se hu-e hai tum se judai ..seene mein saans bhi parai si lagti haiYun Tukkra k usne mujh ko kaha k muskrao,Mai hass dya akhir sawal uski kushi ka thaTeri aankho me sama jau kuch is tarah..Aankho me ashq sama’ee hai jis tarah !!Teri sanso me sama jau kuch is tarah..Phoolo me khushbu hai jis tarah !!Dil me tere utar jau kuch is tarah..raat me chand nikal aaya ho jis tarah !!Tere chehare pe aapani nazar chod jau kuch is tarah..Heer-Ranjha apni kahani chod gaye hai jis tarah !!

Ajnabi galion sey guzra nahi kartedarde dil leya our deya nahi karteyye dosti ka rista hai sirf app seywarna itna yad hum kesi ko keya nahi karteyRet Ki Tarah Hath,Se Nikalti Chalee Gayee.Zindagi Har Lamha, Badalti Chalee Gayee.Aziz The Mujhe Apne Ausool Lekin Na Jane Kyun,Naye Daurr Ke Dhanche Mein Yeh Dhalti Chalee Gayee.Sehar Hone Pe Bhi Chirag Woh Bhujne Nahi Deta,Idhar Mein, Udhar Woh Shamma Bhi Jalti Chalee GayeeKhuda kare tu mujhe bhool jaayeTere labon pe kabhi na mera naam aayeAnkhon mein teri ho ashk, aisa na koi muqaam aayeBana de teri zindagi khushnuma,Aisa teri zindagi mein koi insaan aayeTum aaye zindgi me kahani bankar,tum aaye zindgi me raat ki chandni bankar,Basa lete hai jinhe hum aankho mewo aksar nikal jate hai aankho se panni bankar.Bhool jane ka hounsala na hua,Door rah kar bhi vo juda na hua.Unse mil kar kisi aur se kya mile,Koi dusara unke jesa na hua.Jindgi ek raat hai,Jisme na jane kitne khwab hai.Jo mil gaya vo apna hai,Jo tut gaya vo sapna hai.Ese mile ki mulakat na ho saki,Suraj duba par rat na ho saki.Hamari khamosh nigahen har bat kah gayi,Aur unko shikayat thi ki bat na ho saki.Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aaya,Khali hi sahi hathon me jaam to aaya.Main hun bewafa sabko bataya usne,Yun hi sahi uske labon pe mera naam to aaya.Zindagi ki Rahon Main Jub aage aage jaoge,Piche ek saaya tum her dum paoge,Mood ke dekhoge toh Tanhai hogi,Agar mehsoos Karoge to Humko Paoge…Woh hume Khamoshi ki Saza dete hai,Isliye hum apne alfaz jala dete hai,Ab to tanhai se tang aakar,Hum khud hi Darwaze ki zanjir hila dete hai…Khubsurat hai Zindagi Khwaab ki Tarah,Jaane kub toot jaye Kaanch ki Tarah,Kisi Mod pe Mulakat ho gayi humari,Toh Aankhe mat mod lena Anjan Ki Tarah….Ghum Main Mohabbat ko Bhula naa Dena,Mere Pyaar Ko yu mita na dena,Deewanoon se bhi jyada karta hoon mohabbat,Gair keh ke muje Thukra na dena….Jasbaate ishq naakaam naa hone denge,Dil ki duniya mein kabhi shaam naa hone denge,Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge,Par dost hum tumhe badnaam na hone dengeZindagi nahin humein doston se pyaari,Doston pe haazir hai jaan hamaari,Aankhon mein hamaari aansoon hai toh kya,Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaariTumse doori ka ehsaas sataane lagaa,Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga,Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost,Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga

Tujhe dekhe bina teri tasweer bana sakta hoon,Tujhse mile bina tera haal bata sakta hoon,Hai meri dosti mein itna dum,Teri aankh ka aansoon aapni aankh se gira sakta hoon !!Kya kahun tujhe khwab kahun to toot jayega.dil kahun to bikhar jayega,aa tera naam zindagi rakh dun,maut se pehle to tera saath chhut na payega.kaash wo tera aakhiri khat aakhiri na hotabhooli nahi hai tu mujhe ye ehsaas to rehtamain tanha to hota magar itna bhi na hotahar khat tera wajood banke mere paas to rehtashayad meri mohabbat me ab koi asar na rahaab na hoti hongi teri aakhein nam mere liyeshayad tere dil me meri yaadon ka basar na rahaab na uthaate honge tere haath kalam mere liyelekin lag raha hai mujhko aaj dil ki baaton sejaise kar rahi hai tu bas abhi yaad mujhelikh rahi hai khat koi apne mulayam haaton sejo aake milga bas chand roz ke baad mujhesubah guzar jaayegi shaam ke intezaar meaur shaam nayi subah ke intezaar me guzar jaayegizindagi guzar jaayegi tere paigaam ke intezaar meus ke baad kya hoga bas maut chali aayegiis aas me chala jaaunga main ye jahan chhodkarki shayad mera marna hi kuchh kaam aayegashayad chali aaye tu us pal mere paas daudkarjis pal tere paas meri maut ka paigaam aayegakaash wo tera aakhiri khat aakhiri khat aakhiri na hota.surkh aankho se jab woh dekhte hai..hum ghabrakar aankhe jhuka lete hai..kaun milaye un aankho se aakhe..suna hai woh aakho se apna bana lete hai.!Kash Tu samaj paata k pyaar kitna hai,Ose jataane me dard itna hai,Log ikrar karke bhi aasu bahaaya karte hai,Hum izhaar kiye bina khoon se nahaaya karte hai,Kash Tu samaj paata.Manzile bhi uski thi, Raasta bhi uska tha,Ek main akela tha, Kafila bhi uska tha,Saath-saath chalne ki soch bhi uski thi,Fir raasta badalne ka faisla bhi uska tha.Aaj kyo akela hoon, Dil sawal karta hai,Log to uske the, Kya KHUDA bhi uska hai !Guzarte lamho me sadiya talash karta hoon,Ye meri pyas hai nadiya talash karta hoon,Yahan to log ginate hai khubiya apni,Me apne aap me kamiya talash karta hoon.Kya Khein Gham Ke Mele Bhout HaiZindagi Main Jhamele Bhout HaiKal Bhi Tanhaiyan Das Rahi ThiAaj Bhi Hum Akele Bhout HaiDoston Aik Tabassum Ki KhatirRanjo Gham Hum Ne Jhele Bhout HaiKisko Apna Khen Hum FurqanIs Jhan Main Akele Bhout HaiMana mere nasseb mein tu nahinTeri muhobaat magar meri taqdeer haiNahin kismet mein tere surk labon ka bosaNigahon se teri kadam bossi meri taqdeer haiMana mere duaon ki tabeer nahinTeri ibadat, magar meri taqdeer hai

Amawas ki kaali raaton mein dil ka darwaja khulta hai,Jab dard ki pyaali raaton mein gum ansoon ke sang hote hain,Jab pichwade ke kamre mein hum nipat akele hote hain,Jab ghadiyan tik-tik chalti hain, sab sote hain, hum rote hain,Jab baar baar dohrane se saari yaadein chuk jaati hain,Jab unch-neech samjhane mein mathe ki nas dukh jaati hain,Tab ek pagli ladki ke bin jeena gaddari lagta hai,Aur us pagli ladki ke bin marna bhi bhari lagta hai.Jab pothe khali hote hain, jab har sawali hote hain,Jab gazlen raas nahin aatin, afsane gaali hote hain.Jab baasi feeki dhoop sametein din jaldi dhal jaata hai,Jab suraj ka laskhar chhat se galiyon mein der se jaata hai,Jab jaldi ghar jaane ki ichha mann hi mann ghut jaati hai,Jab college se ghar laane waali pahli bus chhut jaati hai,Jab beman se khaana khaane par maa gussa ho jaati hai,Jab laakh mana karne par bhi paaro padhne aa jaati hai,Jab apna manchaha har kaam koi lachari lagta hai,Tab ek pagli ladki ke bin jeena gaddari lagta hai,Aur us pagli ladki ke bin marna bhi bhari lagta hai.Jab kamre mein sannate ki awaj sunai deti hai,Jab darpan mein aankhon ke neeche jhai dikhai deti hai,Jab badki bhabhi kahti hain, kuchh sehat ka bhi dhyan karo,Kya likhte ho lalla dinbhar, kuchh sapnon ka sammaan karo,Jab baba waali baithak mein kuchh rishte waale aate hain,Jab baba humein bulate hain, hum jaate hain, ghabrate hain,Jab saari pahne ladki ka ek photo laya jaata hai,Jab bhabhi humein manati hain, photo dikhlaya jaata hai,Jab saare ghar ka samjhana humko fankari lagta hai,Tab ek pagli ladki ke bin jeena gaddari lagta hai,Aur us pagli ladki ke bin marna bhi bhari lagta hai.Didi kahti hain us pagli ladki ki kuchh aukat nahin,Uske dil mein bhaiya tere jaise pyare jasbat nahin,Wo pagli ladki mere liye nau din bhooki rahti hai,Chup-chup saare vrat karti hai, par mujhse kabhi na kahti hai,Jo pagli ladki kahti hai, main pyar tumhi se karti hoon,Lekin mein hoon majboor bahut, amma-baba se darti hoon,Us pagli ladki par apna kuchh adhikar nahin baba,Yeh katha-kahani kisse hain, kuchh bhi to saar nahin baba,Bas us pagli ladki ke sang jeena fulwari lagta hai,Aur us pagli ladki ke bin marna bhi bhari lagta hai.Originally written by manjeet singh dhondy.friends.mere mitr manjeet ji ki bahut saari rachnaaye aise hi chhdm(nakli)naamo se kai kai sites par padi hain.aur kuchh log use apne naam se chhaap r rahe hain.main un saari kavitaaon ko ek jagah laane ka prayaas kar rahaa hun.i hope..aapko ye poetry bhi pasand aayegi.

Amawas ki kaali raaton mein dil ka darwaja khulta hai,Jab dard ki pyaali raaton mein gum ansoon ke sang hote hain,Jab pichwade ke kamre mein hum nipat akele hote hain,Jab ghadiyan tik-tik chalti hain, sab sote hain, hum rote hain,Jab baar baar dohrane se saari yaadein chuk jaati hain,Jab unch-neech samjhane mein mathe ki nas dukh jaati hain,Tab ek pagli ladki ke bin jeena gaddari lagta hai,Aur us pagli ladki ke bin marna bhi bhari lagta hai.Jab pothe khali hote hain, jab har sawali hote hain,Jab gazlen raas nahin aatin, afsane gaali hote hain.Jab baasi feeki dhoop sametein din jaldi dhal jaata hai,Jab suraj ka laskhar chhat se galiyon mein der se jaata hai,Jab jaldi ghar jaane ki ichha mann hi mann ghut jaati hai,Jab college se ghar laane waali pahli bus chhut jaati hai,Jab beman se khaana khaane par maa gussa ho jaati hai,Jab laakh mana karne par bhi paaro padhne aa jaati hai,Jab apna manchaha har kaam koi lachari lagta hai,Tab ek pagli ladki ke bin jeena gaddari lagta hai,Aur us pagli ladki ke bin marna bhi bhari lagta hai.Jab kamre mein sannate ki awaj sunai deti hai,Jab darpan mein aankhon ke neeche jhai dikhai deti hai,Jab badki bhabhi kahti hain, kuchh sehat ka bhi dhyan karo,Kya likhte ho lalla dinbhar, kuchh sapnon ka sammaan karo,Jab baba waali baithak mein kuchh rishte waale aate hain,Jab baba humein bulate hain, hum jaate hain, ghabrate hain,Jab saari pahne ladki ka ek photo laya jaata hai,Jab bhabhi humein manati hain, photo dikhlaya jaata hai,Jab saare ghar ka samjhana humko fankari lagta hai,Tab ek pagli ladki ke bin jeena gaddari lagta hai,Aur us pagli ladki ke bin marna bhi bhari lagta hai.Didi kahti hain us pagli ladki ki kuchh aukat nahin,Uske dil mein bhaiya tere jaise pyare jasbat nahin,Wo pagli ladki mere liye nau din bhooki rahti hai,Chup-chup saare vrat karti hai, par mujhse kabhi na kahti hai,Jo pagli ladki kahti hai, main pyar tumhi se karti hoon,Lekin mein hoon majboor bahut, amma-baba se darti hoon,Us pagli ladki par apna kuchh adhikar nahin baba,Yeh katha-kahani kisse hain, kuchh bhi to saar nahin baba,Bas us pagli ladki ke sang jeena fulwari lagta hai,Aur us pagli ladki ke bin marna bhi bhari lagta hai.Originally written by manjeet singh dhondy.friends.mere mitr manjeet ji ki bahut saari rachnaaye aise hi chhdm(nakli)naamo se kai kai sites par padi hain.aur kuchh log use apne naam se chhaap r rahe hain.main un saari kavitaaon ko ek jagah laane ka prayaas kar rahaa hun.i hope..aapko ye poetry bhi pasand aayegi.

Tairna hai to smandar mein taironadi naalo mein kya rakha hai?Pyar karna hai to watan se karoIn bewafa ladko mein kya rakha hai.JAI HIND Happy Republic Day 2010Gandhi swapna jab satya bana,Desh tabhi jab gantantra bana,Aaj fir sae yaad kare woh mehnat,Jo thi ki veero ne,aur bharat gantantra bana.Gantantra Divas Ki ShubhkamnayenLets celebrate and solute the noble cause,Its our nation which is shining as it was,Its REPUBLIC DAY TodayDon’t forget the effort,make it movement of mass !!28 States,1618 Languages,6400 Castes,6 Religions,6 Ethnic Groups,29 Major Festivals1 Country!Be Proud To Be An Indian!.Great Republic.Happy Republic Day !!Still Sleeping? The nation needs you!You need to be Awaken!You are part of world’s biggest Democracy,Today is the day when We got our own constitution,Its Indian Republic Day..Wake up and Value this Day – 26th January 2010Our life is full of ColoursI hope this 26th January 2010Will add more colours to your lifeHappy Republic Day 2010Buland Bharat ke nikkamme baccho,valentines/friendship day hota toab tak 100 sms ho gaye hote.Come on, it’s a great day.So wish everybodyJAI HIND..Let us remember the golden heritage ofour country and feel proud to be a part of India.HAPPY REPUBLIC DAY 2010Independence a Precious gift of God.May We Always Remain Independent Ameen.A Very Happy Republic Day To You.Here’s wishing each and everyone of you a very Happy Republic Day.There is this feeling which we all experience andwhich cannot be expressed in words,feeling of being an Indian, feeling of triumph.There’s certainly something magical about being an Indian, you gotta be one to experience this.Happy Republic Day 2010 to youPankh failaye hue more bahut dekhe hain,Ghan par chaye Ghanghor bahut dekhe hai,Nadi kehti hai Samandar se umhadna Seekho,Humne Barsaat ke ye shor bahut dekhe hain.Happy Republic Day 2010 to YouDESH bahkto kai balidaan sai, SWATNATRA hoai hai hum..koi puche kon ho to GRAV sai kahnge bhartiya hai ham.****HAPPY REPUBLIC DAY.. IN ADDVANCE***!”””’!!!””(*)”!!!”””’!!!!!!!!!Happy Replubic DayWe salute out Great Freedom fighters“JAI HIND”.“VANDE MATARAM”aaj main aap se apne dil ki bat kahna chahata hun,han wohi 3 alfaz jo aap sunna chahte hai,wo hi 3 alfaz jo aap k dil ko chhu le.***HAPPY REPUBLIC DAY***zuban se,Na nigahon se,Na dimag se,Na rango se,Na greeting se,Na gift se,Aapko Happy Republic Day direct dil seHappy Republic Day

Wo Dil,Dil Nahin Hota, Wo Pyar,Pyar Nahin Hota,Jo Chahat Mein Bekarar Nahin HotaThoda Tadapna.Thoda Machalna,Tou Hai Mohabbat Ki Ada,Jo In Raahon Se Na Guzre,Wo Yaar,Yaar Nahin Hota.Yeh Dil Ka Zakhm Tumne Diya Hai To Koi Baat Nahin,Yeh Jigar Ka Dard Agar Tumne Diya Hai ToKoi Baat Nahin Majaal Kiski Thi KiKehta Mujhe Deewana,Magar Yeh Tumne Kaha HaiTo Koi Baat Nahin..Kaun Kaheta Hai Tujhko Bhula Rakha Hai,Tere Gulshan Ko Aaj Bhi Mehaka Rakha Hai,Aakar Dhekh Ja Teri Yaadon Ke Zakham,Phir Bhi Dhekh Teri Tasveer KoAaj Bhi Seene Se Laga Rakha HaiEk Alag Si Pehchan Ban ne Ki Aadat Hai HaZakhm H? Jitna Gehra Utna Muskurane Ki Aadat HaiSab Kùch Luta Dete Hai D?osti MeQ K D?sti Nibhane Ki Adat Hai HumeKisi Ko Apni Khubiyo Ka Ehsas Nahi Hota,Aap Jaise Dosto Ka Milna Itfak Nahi Hota,Achha Kuchh Kiya Hoga Hamne,Varna Aap Ho Sath Hamare,Ye Visvas Nahi HotaMeri Aankhon Me Tum Ho ,Meri Saanson Me Tum ,Mere Dil Me Basi Hai Jo Woh Dhadkan Ho Tum..Jo Bhi Dekhe Tujhe Woh Ho Jaye FidaMeri Jaana Tu Mujse Na Kabhi Hona JudaAaja Mere Kareeb Aa Likhe Apni KahaniMain Ban Jaoon Raja Tera Aur Tu Meri Rani.Yaaden Dil Me Basi Hai Jo Use Kaise Mita DeJo Bitaye Hai Milke Pal Unhe Kaise Bhula DeKhushi K Liye Gum Kurban ,Hasi K Liye Aansoo Kurban,Pyar,K Liy Dil Kurban,Mere Dost Tere Liye To Jaan Kurban,Aur Ladki K Liye Yaar Tu Bhi Kurban!Ek Din Jab Hum Dunia Se Chale Jaenge,Mat Sochna Apko Bhul Jaenge,Bas Ek Bar Asman Ke Taraf Dekhna,Mere Paigam Sitaro Par Aapke Liye Likhe Nazar AaengeAapne Hume Phool Ke Kaabil SamjhaYe Aapki Meharbaani Hay.Aapki Dheemi Dheemi KhushbooAb Meri Zindagani Hay.Rastey Main Na Betho Hawa Tang KaregiGuzrey Hue Logon Ki Sada Tanng KaregiNa Chaho Kisi Ko Bhi Aghaaze Safar MainAgar Roth Gaye Tu Har Ek Ada Tang Karegi.Nazro Se Shuru Hota Hai Pyaar,Do Dilo Me Ek Sath Panapta Hai Pyaar,Jo Mumkin Nahi Hai Is Duniya Me Kaise Bhi,Aise Na Mumkin Kaam Bhi Kar Dikhata Hai PyaarTum Mujhe Bhool Kar To DekhoHar Khushi Routh JayegiJab Akele Tum BaithogeKhud-Ba-Khud Meri Yaad AayegiA Mrey Smsjakar Mara Salam Kahana..Wo Save Kar Ly To Shukrya Kahana..Wo Delete Kary To Bewafa Kahana..Or Agar Na Parhy To Ussy 1 Rupya Zaroor Lana..Khayalon Ki Kiseahat Ki Aas Rahti Hai..Nigahon Ko Kise Sorat Ki Piyas Hoti Hai..Tary Bin Kise Cheez Ki Kami To Nahi..Magar Tary Sms Bin Tabyat Udaas Rahti HaiHasna Hasana Kisko Gawara Nahi HotaHar Musafir Zindagi Ka Sahara Nahi HotaMilte Hain Log Is Zindagi Main BohotHar Koi Dost Tumsa Pyara Nahi HotaMushkiloon Se Aap Ki Mulaqat Na HoUdas Betho Kabhi Aisi Baat Na HoDua Hey Ke Khushiyoon Se Saje Zindagi AapkiBas Hame Pukar Lena Agar Koi Saath Na Ho

Wo Dil,Dil Nahin Hota, Wo Pyar,Pyar Nahin Hota,Jo Chahat Mein Bekarar Nahin HotaThoda Tadapna.Thoda Machalna,Tou Hai Mohabbat Ki Ada,Jo In Raahon Se Na Guzre,Wo Yaar,Yaar Nahin Hota.Yeh Dil Ka Zakhm Tumne Diya Hai To Koi Baat Nahin,Yeh Jigar Ka Dard Agar Tumne Diya Hai ToKoi Baat Nahin Majaal Kiski Thi KiKehta Mujhe Deewana,Magar Yeh Tumne Kaha HaiTo Koi Baat Nahin..Kaun Kaheta Hai Tujhko Bhula Rakha Hai,Tere Gulshan Ko Aaj Bhi Mehaka Rakha Hai,Aakar Dhekh Ja Teri Yaadon Ke Zakham,Phir Bhi Dhekh Teri Tasveer KoAaj Bhi Seene Se Laga Rakha HaiEk Alag Si Pehchan Ban ne Ki Aadat Hai HaZakhm H? Jitna Gehra Utna Muskurane Ki Aadat HaiSab Kùch Luta Dete Hai D?osti MeQ K D?sti Nibhane Ki Adat Hai HumeKisi Ko Apni Khubiyo Ka Ehsas Nahi Hota,Aap Jaise Dosto Ka Milna Itfak Nahi Hota,Achha Kuchh Kiya Hoga Hamne,Varna Aap Ho Sath Hamare,Ye Visvas Nahi HotaMeri Aankhon Me Tum Ho ,Meri Saanson Me Tum ,Mere Dil Me Basi Hai Jo Woh Dhadkan Ho Tum..Jo Bhi Dekhe Tujhe Woh Ho Jaye FidaMeri Jaana Tu Mujse Na Kabhi Hona JudaAaja Mere Kareeb Aa Likhe Apni KahaniMain Ban Jaoon Raja Tera Aur Tu Meri Rani.Yaaden Dil Me Basi Hai Jo Use Kaise Mita DeJo Bitaye Hai Milke Pal Unhe Kaise Bhula DeKhushi K Liye Gum Kurban ,Hasi K Liye Aansoo Kurban,Pyar,K Liy Dil Kurban,Mere Dost Tere Liye To Jaan Kurban,Aur Ladki K Liye Yaar Tu Bhi Kurban!Ek Din Jab Hum Dunia Se Chale Jaenge,Mat Sochna Apko Bhul Jaenge,Bas Ek Bar Asman Ke Taraf Dekhna,Mere Paigam Sitaro Par Aapke Liye Likhe Nazar AaengeAapne Hume Phool Ke Kaabil SamjhaYe Aapki Meharbaani Hay.Aapki Dheemi Dheemi KhushbooAb Meri Zindagani Hay.Rastey Main Na Betho Hawa Tang KaregiGuzrey Hue Logon Ki Sada Tanng KaregiNa Chaho Kisi Ko Bhi Aghaaze Safar MainAgar Roth Gaye Tu Har Ek Ada Tang Karegi.Nazro Se Shuru Hota Hai Pyaar,Do Dilo Me Ek Sath Panapta Hai Pyaar,Jo Mumkin Nahi Hai Is Duniya Me Kaise Bhi,Aise Na Mumkin Kaam Bhi Kar Dikhata Hai PyaarTum Mujhe Bhool Kar To DekhoHar Khushi Routh JayegiJab Akele Tum BaithogeKhud-Ba-Khud Meri Yaad AayegiA Mrey Smsjakar Mara Salam Kahana..Wo Save Kar Ly To Shukrya Kahana..Wo Delete Kary To Bewafa Kahana..Or Agar Na Parhy To Ussy 1 Rupya Zaroor Lana..Khayalon Ki Kiseahat Ki Aas Rahti Hai..Nigahon Ko Kise Sorat Ki Piyas Hoti Hai..Tary Bin Kise Cheez Ki Kami To Nahi..Magar Tary Sms Bin Tabyat Udaas Rahti HaiHasna Hasana Kisko Gawara Nahi HotaHar Musafir Zindagi Ka Sahara Nahi HotaMilte Hain Log Is Zindagi Main BohotHar Koi Dost Tumsa Pyara Nahi HotaMushkiloon Se Aap Ki Mulaqat Na HoUdas Betho Kabhi Aisi Baat Na HoDua Hey Ke Khushiyoon Se Saje Zindagi AapkiBas Hame Pukar Lena Agar Koi Saath Na Ho.

Bandar ki Beti Apne Baap se BoliPapa Papa Mujhe Shadi Karni HaiBeta thoda intezar karo kyonkiDulha Abhi SMS Read Kar Rahi haiPANI AANAY KI BAAT KARTE HOODIL JALANE KI BAAT KARTE HOOCHAR DIN SE MOO NAHI DHOIYATUM NAHANE KI BAAT KARTE HOOJis taraf dekho apka hi naam haiJis taraf dekho apka hi naam haiupar likha hai most wantedneeche 25 paise ka inaam haiusne mehndi laga rakhi thihumne uski doli utha rakhi thihum ko maloom tha ke woh bewafa niklegiissi liye humne uski behan pata rakhi thiAPPLE KAT’TA HO KNIFE SEPANI PITA HO PIPE SEKIYA ZAMANA AGAYA HAIJUTAI KHATA HO TUM WIFE SEIshq Me Dekh Tera Kya Haal Ho Gaya,Badan Se Badbu Maar Rahi Hai,Tujhe Nahaye Hue Zamana Ho Gaya.Internet par ladki pataayiInternet par ho gayi sagaayiInternet par divorce ho gayaIs bahaane computer ka course ho gayaPYAR MAIN KISI NE DHOKHA KHAYATO KISI NE KASAM KHAI HAITum WO MAJNOO HAIJIS NE SIRF LAAT KHAI HAIDekha tujhe to rooh khush ho gayi,Ek kami thi vo bhi puri ho gayi,Pagal hain vo log jo kehte hain ki,Chimpanzi ki aakhri nasal kahin kho gayi!!Na ishq karna mere yaarye ladkiya bahut satati haina karna in par aitbarye kharch bahut karwati hairecharge tum karwa ke dete hoor number mera lagati haiTeri yaad mein humne kalam uthaayiLiya paper aur tasveer aapki banayiSocha tha ki usko dil se laga kar rakhengeMagar vo to bacho ko draane ke kaam aayi.Umeedo ki manjil toot gayiAankho se ashqo ki dhara beh gayiAre tumahri bhi kya izaat reh gayiJab class ki ladki bhaiya keh gayi..Pyaar Ise Kehte HainJawani ko zindage ki nikhaar kehte hain,pathjad ko chaman ka majdhaar kehte hain,Ajeeb chalan hain duniya ka yaaro,Ek Dhoka hain Jise hum sab PYAAR kehte hain!Hum aise aashik hain jo gulab ko kamal bana denge,Uski har adaa par ghazal bana denge,Agar wo aa jayegi meri zindagi me,To lalu ki kasam Bihar me bhi Tajmahal bana denge.DOSTI KI KADAR KARTE HAI HUMAASMA MEIN SITARE HAI JITNEYAKIN NA HO TO CALL KAR KE DEKHLOBAAT KARENGEY AAPKE MOBILE MEIN PAISE HO JITNEYeh jo hasinao ke baal hote hai,ladko ko fasane ke jaal hote hai,pee jati hai sara khoon ladko katabhi to gaal itne laal hote hai..Tum door sahi majboor sahi,par yaad tumhari aati hai,Jab saans wahan parleti ho toh badboo yahaan par aati haiDOSTI KI KADAR KARTE HAI HUMAASMA MEIN SITARE HAI JITNEYAKIN NA HO TO CALL KAR KE DEKHLOBAAT KARENGEY AAPKE MOBILE MEIN PAISE HO JITNEMajnu ko Laila ka SMS nahi aayaUsne 3 din se khana nahi khaya.Woh marne wala hai Laila ke pyar mein,Aur Laila baithi hai SMS free hone ke intezar mein.Har gali phoolon se saja rakhi hai,Har chowk pe ladkiyan bitha rakhi hai,Na jane kis raste se aap aaoge,Isliye har ladki ko ek-ek raakhi thama rakhi hai.