Tumse achi to tumhari yade or tasvire hi h...
Jinko
Jab dil chahe bula lo jab dil kare gale se laga lo

Qatil Teri Adaaon Ne Loota Hai; Mujhe Teri Jafaaon Ne Loota Hai; Shaunk Nahi Tha Mujhe Mar-Mitne Ka; Mujhe To In Nashili Nigahon Ne Loota Hai

Tere Pankhuriyon Jaise Hothon Ki Nami Ko Chura Loon; Teri Zulfon Ki Shaam Mein Khudd Ko Chhipa Loon; Tere Badan Ki Khushboo Mein Bass Ab Naha Loon; Aggar Phir Bhi Chain Na Aaye Toh Phir Se Yeh Sab Duhra Loon

Itne Hijaabon Par To Yeh Aalam Hai Husn Ka; Kya Haal Ho Jo Dekh Lein Parda Uthaa Ke Hum

Chaman Mein Shab Ko Jo Wo Shokh Be-Naqab Aaya; Yakeen Ho Geya Shabnam Ko Aaftab Aaya; Un Ankhdiyon Mein Agar Nasha-e-Sharab Aaya; Salaam Jhuk Ke Karunga Jo Phir Hijab Aaya

Kayi Sadiyon Mein Aati Hai Koi Soorat Haseen Itni; Husn Par Har Roz Kahan Aise Shabab Aate Hain; Roshni Ke Waaste To Unka Noor Hi Kaafi Hai; Unke Deedaar Ko Aaftab Aur Mehtaab Aate Hain

Mat kar itna guru surat pe a hasina
......
.
.
.
Teri surat pe nahi
.
.
.
.
hum to teri chhoti bahen pe marte
h..........

Zikr Jab Chhid Geya Qayamat Ka; Baat Pahunchi Teri Jawani Tak

Kuch Aur Bhi Hain Humein Kaam Aye Gham-e-Janan; Kab Tak Koi Uljhi Huyi Zulfon Ko Sanwaarey

Unke Dekhe Se Jo Aa Jaati Hai Munh Pe Raunaq; Woh Samajhte Hain Ke Beemaar Ka Haal Achcha Hai

Kitna mushkil hei zindagi ka ye safar…
Khuda ne marna haram kiya, logo ne jina...!!
 ~♥♥~

Akhir Zindagi Ne Bhi Aaj Puchh LiyaMujhse;
Kahan Hai Wo Shaks Jo Tujhe Mujh Se Bhi Aziz Tha!!!😕😕😕😕

Zakhm The Gehre Aur Na Aaya Mujhe Unhe Seena; Uske Zakhmo Ke Bin Zindagi Mein Kya Jeena; Agar Lafzo Mein Teri Tareef Karunga To Tere Husn Ke Be-Adbi Hogi; Bas Tu Yeh Jaanle Ki Tere Bin To Chand Kee Chandni Bhi Adhuri Hogi

Parda-e-Lutf Mein Ye Zulm-o-Sitam Kya Kahiye; Haye Zalim Tera Andaz-e-Karam Kya Kahiye

Tu dekh ya na dekh tere dekhne ka gam nahi Par teri ye na dekhne ki ada dekhne se kam nahi