Intezar To Bahut Tha Humein Lekin Aaye Na Woh Kabhi; Hum To Bin Bulaye Hi Aa Jaate Agar Hota Unhe Bhi Intezar Kabhi

Intezaar To Bahut Tha Humein; Lekin Aaye Na Woh Kabhi; Hum To Bin Bulaaye Hi Aa Jaate; Agar Hota Unhe Bhi Intezaar Kabhi

`
Aub ham kisi ki mohhabat nahi , sirf matam kharida karte hai, aub hum kisi se pyar nahi sirf muhabat mitane ka hi souda karte hai…

Wafaa Mein Ab Yeh Hunar Ikhtiyaar Karna Hai; Woh Sach Kahe Na Kahe Aitbaar Karna Hai; Yeh Tujh Ko Jaagte Rehne Ka Shauq Kab Se Hua; Mujhe To Khair Tera Intezaar Karna Hai

Jhonka Idhar Na Aae Naseem-E-Bahar Ka; Naazuk Bagut Hai Phool Chiragh-E-Mazaar Ka; Phir Baithe Baithe Waada-E-Wasl Us Ne Kar Liya; Phir Uth Khara Hua Wohi Rog Intezaar Ka

Koi Hai Jiska Is Dil Ko Intezar Hai; Khyalon Mein Ab To Bas Usi Ka Khayal Hai; Khushiyan Main Is Jahan Kee Saari Us Par Luta Du; Kab Aayega Wo Jiska Is Dil Ko Intezar Hai

Dhoti ne kaha pajaame se ham dono bane hai dhaage se,
Fark hai to sirf itna hai kee
Main khulta hu peeche se aur
Tum khulate ho aage se.

Suna hai Yaad may hamari,
kisi ko loose motion lag gaye hain….?
Chalo Hain to ye bhi aansu,
bas zara rasta bhatak gaye hain….

Jindagi Kisi Ki Amanat Nahi Hoti,
Amanat Main Kabhi Kayamat Nahi Hoti,
Dil Ko Sambhal Kar Rakhna,
Meri Dosti Ki Kaid Main Jamanat Nahi Hoti.

Intezar rehta hai har shaam apka,
raatein katti hai le kar naam apka,
muddat se baithe hai ye aas lagaye
ki aaj aayega koi paigaam apka…

Dil Mein Umeed Kee Shama Jala Rakhi Hai; Humne Apni Alag Duniya Basa Rakhi Hai; Iss Umeed Ke Saath Ki Aayega Kabhi Paigam Aapka; Humne To Har Pal Darwaze Par Nazrein Tika Rakhi Hain

Najane Kab Tak Ye Aankhein Uska Intezar Karengi; Uski Yaad Mein Kab Tak Khud Ko Bekarar Karengi; Use To Ehsaas Tak Nahi Is Mohabbat Ka Yaaro; Kab Tak Ye Dhadkane Uska Aitbaar Karengi

Yun Palke Bicha Kar Tera Intezar Karte Hain; Yeh Wo Gunah Hai Jo Hum Baar Baar Karte Hain; Jalakar Hasrat Kee Raah Par Chirag Arzoo Ke; Hum Subah Aur Sham Tere Milne Ka Intezar Karte Hain

Shiyari Se Tujhe Koi Kam Nai,
Tu Qatal B Karde Tu Tujh Pe Elzam Nai
Kabhi Tu Ayega Tu Mere Ghar Dawat Khane
Palang Pe Lita K Na Choda Tu Mera Naam Nai.

Aarju ab jeene ki jyada nahi hai,
Magar marne ka ab bhi koi irada nahi hai,
Kya tumko yaad dilaau tumhaari kasme,
Jab yaad tumko apna koi wada nahi hai.