Tadapate hain na rote hain na hum fariyad karte hainsanam ke yaad mein har-dam khuda ko yaad karte hainunhin ke ishq mein hum nala-o-fariyad karte hainilahi dekhiye kis din hamen wo yaad karte hainshab-e-furqat mein kya kya sanp laharate hain sine partumhari kakul-e-pechan ko jab hum yaad karte hain
Like (0) Dislike (1)
Your Comment