Tere gham ko jan ke talash thi tere jan-nisar chale gayeteri reh mein karte the sar talab sar-e-rah-guzar chale gayeteri kaj-adai se har ke shab-e-intazar chali gaimere zabt-e-hal se ruth kar mere gam-gusar chale gayena saval-e-vasl na arz-e-gam na hikayaten na shikayatentere ahad mein dil-e-zar ke sabhi ikhtiyar chale gayeye hamin the jin ke libas par sr-e-rah siyahi likhi gaiyahi daag the jo saja ke hum sar-e-bazm-eyar chale gayena raha junun-e-rukh-e-vafa ye rasan ye dar karoge kyajinhen jurm-e-ishq pe naz tha wo gunahagar chale gaye

Your Comment Comment Head Icon

Login