Hamari Aankhon Mein Aao To Hum Dikhayein Tumhein; Ada Tumhari Jo Tum Bhi Kaho Ki Haan Kuch Hai

Mat Pucho Ye Ishq Kaisa Hota Hai; Bas Jo Rulata Hai Usi Ko Gale Laga Kar Rone Ka Jee Chahta Hai

Tere Waade Par Sitamgar, Abhi Aur Sabr Karte
Agar Apni Zindagi Ka Hamein, Eitbaar Hota

Chalo Aao Kabhi Tooti Hui Choori K Tukray Se; Woh Bachpan Ki Tarhan Phir Se Mohabbat Naap Lete Hain

Kuchh Is Tarha Se Saudaa Kiya Mujhse Waqt Ne
Ke Tajurbe De Kar Wo Meri Maasoomiyat Le Gaya

Ae Kabristaan Tere Aagosh Mein Itna Sannata Kyu Hai; Log To Apni Jaan Dekar Bhi Tujhe Aabad Karte Hain

Tark-E-Takaluf Par Bhi Hogi Unko Nadamat Humse Zyada; Kisne Ki Hai Kaun Karega Unse Mohabbat Humse Zyada

Jab tak saanse he tumhe yaad rakhenge dosto
or agar kabhi bhul gaye to samjh lena k tumhare Jiju mil gaye

Tum Naraaz-Naraaz Se Lagte Ho Koi Tarkeeb Batao Manane Ki; Hum Zindagi Girvi Rakh Denge Tum Kimat Batao Muskurana Ki

Teri Mohabbat To Mera Muqadar Hai; Yeh Manzil Chahe Mile Ya Na Mile; Par Mujhe Rahaat Jarur Milti Hai; Ae Dost Tujhe Yaad Karne Se

Sajday Se Karbala Ko Bandagi Mil GayiSabar Se Ummat Ko Zindagi Mil GayiEk Chaman Fatima(S.A) Ka UjraMagar Sarey Islam Ko Zindagi Mil Gayi

Ishq Sabhi Ko Jeena Sikha Deta HaiWafa Ke Naam Par Marna Sikha Deta HaiIshq Nahi Kya To Kar Ke DekhoZalim Har Dard  Sehna Sikha Deta Hai

Tadap Ke Dekh Kisi Kee Chahat Mein; To Pata Chale Intezar Kya Hota Hai; Yun Hi Mil Jaye Agar Koi Bina Tadpe; To Kaise Pata Chale Pyaar Kya Hota Hai

Aap Kew Nigah Agar Meharban Ho Jaye; Main Jis Zameen Pe Hun Wo Aasman Ho Jaye; Hai Ab Bhi Aap Ko Shak Mere Ishq Par; To Phir Ek Baar Mera Imtihan Ho Jaye

Dard-e-Dil Jab Had Se Guzar Jata Hai; Bankar Syahi Kaagaz Pe Bikhr Jata Hai; Jab Jab Utha Hai Teri Yaadon Ka Dhwan; Bankar Nasha Is Dil Mein Utar Jata Hai