Raaz Dil Ka Dil Mein Chupate Hain Woh; Samne Aate Hi Nazar Jhukate Hain Woh; Baat Karte Nahi Ya Hoti Nahi; Par Shukar Hai Jab Bhi Milte Hain Muskurate Hain Woh

Tumhara hamara rishta to aankhon aur palkon jaisa hai Agar palak kuch der na jhapke to aankh ro deti hai Aur agar aankh mein kuch chala jaye to palak tadap uthti hai

Ye Zulm To Ai Jallaad Na KarAi Ishq Hamen Barbaad Na Ka

Ho Jaiye Aap Begane Shauk Se SanamAapke Hain Aapke Hi Rahenge

Ye Sahil Per Bikhrey Huye Phool; Na Jane Aaj Phir Kiski Mohabbat Doob Gayi

Ajeeb Yeh Aashique Hai; Kabhi Shor Tang Karta Hai; Aur Kabhi Sanata Satata Hai

Karna Hai Ishq Aapse Karte Rahenge HumJo Bhi Karna Hai Aapko Mere Sarkar Kijiye

Na Majboor Kijiye Ki Main Aapko Bhool JaunMujhe Meri Wafao Ka Gunahgar Na Kijiye

Mehfil Me Jab Ham, Kuch Gumsum Se BaitheDosto Ne Bhi Poocha Ki Tujhe Kya Hua Hai

Logo ne roz kuch naya hi manga khuda se; Ek hum hain ki tere swaal se agay nahi gaye

Hai Dil Tera Hai Jaan Teri Hai Imaan Tera; To Kaise Maanu Tera Muqaddar Nahi Hun Main

Bulbul Ke Kaarobaar Pe Hain Khandahaae Gul; kahte hain ishq jisko khalal hai dimagh ka

Baadi Ajeeb Si Bandish Hai Uski Mohabbat Mein; Na Woh Qaid Kar Sake Na Hum Azaad Ho Sake

Mumkin Hai Palat Kar Main Chala Aaon Safar Se; Woh Naam To Ley Rooh Kee Gehraayi Se Mera

Itna Anmol Tha Ke Khareed Na Saka Koi Hamko; Hairaan Hun Ke Tere Hathon Bika To Bika Kaise