Aapki khatao ko bhul jane ko dil karta haiAb aapke karib aane ka dil karta haiAapki tarah hi khubsurat hai aapki batenAapki baton par muskurane ka dil karta haiIsq hai ek aag ka dariya maine suna haiIss dariya main dub jane ka dil karta haiBahut ji liye iss duniya main rahkar humAb aapke dil main bas jane ka dil karta hai‘Avinash’ ho gaya bebas aapke pyar mainIss pyar ko parwan chadhane ka dil karta hai.

Your Comment Comment Head Icon

Login