Dil mein ishq-e-nabi ki ho aisi laganruuh tadapti rahi dil machalta rahezindgi ka maza hai ke har saans seya muhammad muhmmad nikalta rahenoor ke motiyon ki ladi ban gayiayaton se milata raha ayatayeinphir jo dekha toh naat-e-nabi ban gayijo bhi aansoo bahe mere mehboob kesab ke sab abr-e-rehmat ke chheente banechha gayi raat, jab zulf lehra gayijab tabasum kiya, chandni ban gayiyeh toh maan ke jannat hai bagh-e-haseenkhubsurat hai sab khuld ki sar zameenhusn-e-zannat ko phir jab sameta gayasarwar-e-ambiya ki gali ban gayijab chirah tazkira unnke rukhsaar kawaduha pad liya wal qamar keh diyasuatoon ki tilawat bhi hoti rahinaat bhi ho gayi baat bhi ban gayisab se bekas tha bebas tha mazbuur thaunnko reham aa gaya mere halaat parmeri azmat meri bebasi ban gayiya muhammad muhammad main kehta raha

Your Comment Comment Head Icon

Login